Thursday, August 6, 2015

Chut Uske Lagi Hai Par Chutiya Tu Hai-1

Dosto mera naam Rauf hai aur main Delhi ke Jamnapaar ilaake mein rehta hoon. Main Antarvsna Desi Stories ki kahaniyan aksar padhta rahta hoon to socha kyon na apni kahani bhi bhej doon shayad aapko achha lage.

Delhi mein mere Abba ka jardoji ka kaam hai aur hum chaaro Bhai bhi Abba ke saath hi kaam karte hain. Yeh kaam aisa hai ki ghar mein baith kar bhi kiya jaa sakta hai.
Abba aur Bade Bhai donon dukaano se order laane dene ka kaam karte hain, Main aur mera chhota Bhai donon ghar pe hi rah ke saara din kadhaai ka kaam karte hain. Ammi nahin hai to ghar mein main, Abba aur Chhota Bhai hi rahte hain. Donon bade Bhai shaadishuda hain to alag rahte hain.
Meri umra 22 saal hai aur main sirf kaam karta hoon. Mujhse chhota Shakeel abhi school mein padhta hai aur khaali waqt mein hamare saath kaam karwata hai.
Baat tab shuru huyi jab hamare saath waale ghar mein Wasim miyan aakar kiraaye pe rahne lage. Wasim miyan ki umra to 50 se uppar thi par unki Biwi Zameela mahaj 30-32 saal ki hi thi.

Gori chitti, khoobsurat, gudaaj badan har waqt paan khaa khaa kar laal surkh kiye honth aur har waqt chehre par dher saara make-up.. Kyonki main saara din ghar mein hi rehta tha to aksar Zameela se nazarein do chaar ho jaati thi.

Waise bhi uppar choubare mein khidkee ke paas baith kar kaam karta tha aur wo apne ghar mein ghoomti firti mujhe dikhti rehti thi. Jab bhi wo aangan se guzarti to main use dekhta. Matlab yeh ki uske aane ke hafte bhar mein hi main us par fida ho gaya.
Wo jab bhi kabhi bhi ghar ke kaam-kaaj karti aangan se guzarti to uppar meri taraf jaroor dekhti, Jab wo dekhti to main salaam kar deta. Pahle pahal to theek tha magar jab wo bhi salaam ka jawaab salaam se aur wo bhi muskura kar dene lagi to mere dil ki dhadkan badhne lagi.

Jab Abba aur chhota Bhai ghar mein hote to main is baat ka khaas khyaal rakhta ki kisi ko pata na chale, Magar jab akela hota to aksar use koi na koi ishaara jaroor karta. Wo bhi ishaare ka jawaab ishaare mein dene lagi.
Jab har ishaare ke jawaab milne laga to ishaaron mein bhi ghatiyapan aane laga. Main usko flying kiss karta, Jab wo dekhti to use aankh maar deta, To wo bhi usi shiddat se uska jawaab deti.

Yeh kahani aap Antaragnii.com par padh rahe hain !

Matlab yeh ki Wasim miyan ki Biwi mere paas set ho gayi thi. Ek din ki baat hai, Main apna kaam kar raha tha ki darwaaze ki ghanti baji.
Maine jaakar darwaaza khola to saamne Zameela khadi thi. Maine use bade pyaar se salaam kiya aur andar bulaya.

‘Aaj to Khuda mujh pe bada meharbaan hai, Jo aap hamare ghar aayi, Kahiye kya khidmat karoon aapki?’ Maine poocha.
‘Jee ghar mein mehmaan aaye hain aur ghar mein cheeni khatam ho gayi hai aap thodi de denge?’ Main use apne saath rasoi mein hi le gaya aur cheeni ka dibba uske saamne rakh diya- Lijiye jitni chahen, Le jaayen.

Wo boli- Bas thodi si chahiye, Ek katori. ‘Theek hai le lijiye, Aapke liye to jaan bhi haazir hai..’ Maine thoda betakalluf hote huye kaha. Wo bhi muskurayi aur boli- Main jaldi mein katori laana hi bhool gayi, Katori bhi aap hi de de.
Maine shelf se ek badi katori uthaayi aur usmein cheeni daalne laga, Mere jehan mein hazaar khyaal aa rahe thay, Ek baar socha, Jo roj mujhe ishaare karti hai aaj ghar aayi hai, Kyon na ise pakad loon, Agar maan gayi to waare nyaare..

Magar phir khyaal aaya ‘nahin nahin.. Agar bura maan gayi to? Ek pahli baar ghar aayi aur pahli baar hi badtameezi.. Maine shareef rahna hi behtar samjha.
Maine use katori bhar cheeni di aur katori pakadte waqt usk ungliyon ko jaan boojh kar achhe se choo kar bola- Koi aur khidmat ho to batayen..

Usne mere choone ka koi bura nahin maana aur boli- Jee shukriya ! Jab wo jaane lagi to maine kaha- Phir kab aaogi? Wo peeche mudi aur boli- Katori waapis karne.. Aur meri taraf dekh kar bade andaaz se muskurayi.
Mere dil mein ubaal aa gaya- To parson, Isi waqt main ghar mein akela hounga. Usne bade shararati andaaz mein mujhe dekha aur boli- Aaj ghar mein koi hai kya?

Mere to hosh hi udd gaye.. To kya wo cheeni ke bahane mujhse milne aayi thi?! Maine kaha- Nahin, Hai to koi nahin par thodi der mein Abba aane waale hain.
‘To Abba kitni der mein aayenge?’ Usne poocha. ‘Bas aadhe ghante tak aa jayenge.’ Maine jawaab diya.
‘Aadha ghanta to bahut hota hai.’ Usne kaha. To sach kahoon mere to paseene choot gaye. Matlab wo mujhse chudne aayi hai aur main sharafat dikha raha hoon.

Maine mann mein socha ‘Saale chut uske lagi hai par chutiya too hai.’ Main aage badha, To wo jaldi se chal kar darwaaze ke paas chali gayi..
Kahani jaari rahegi.
Previous Post
Next Post

0 comments: